Jugnu ko kaid karke muskaraya na karo,
roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo,
dil pe sitam itna na karo,
yaad nahi karte to yaad aaya na karo.