Mindblowing Mahiya – Cash

kise kahoon iss dil ko hai tumne aise churaayaan
hai nikle par armaanno ke, you taking me higher
saiya saiya chhodo mori baiya, ho na jau dekho crazy with saaiyaan
ur my mind blowing maahiyaan – 4

tu kahe toh sunu, tu kahe toh tujhe sab kuch keh doon

sapne mein chunu, tu bune, main tere khwaab mein reh lu
{rap}
mere sapno ko tune hai sajaayaan
ur my mind blowing maahiyaan – 3

dekhe jo tu idhar, na khabar, na hai sabar koi mujhko
tu mile jo agar toh jahaan ki na kadar koi mujhko
{rap}
maine teri baahon mein dugna hi paayaan
ur my mind blowing maahiyaan – 4

kise kahoon iss dil ko hai tumne aise churaayaan
hai nikle par armaanno ke, you taking me higher
saiya saiya chhodo mori baiya, ho na jau dekho crazy with saaiyaan
ur my mind blowing maahiyasn – 4